Wednesday, 20 November 2013

beejakshara mantra


Ma Lakshmi Chalisa



Lakshmi Chalisa


Chalisa

Doha---

Matu Lakshmi Kari Kripa, Karo Hriday Mai Vaas
Manokamna Siddha Kari, Purvahu Meri Aaas

Soratha---

Yah Hi Meri Ardas, Hath Jor Viniti Karoon
Sabh vidhi Karo Suvas, Jai Janani Jagdambika

Chaupaii---

Sindhu – suta Main Sumirun Tohi
Gyan Budhi Vidya do mohi

Tum saman nahin koi upkaari
Sab Vidhi purvahh aas hamari

Jai Jai Jai Janani Jagdamba
Sabki tum he ho avlamba

Tum ho sab ghat ghat ki vasi
Vinti yahi hamari khasi


----------

Jag janani jai sindhu kumari
Deenan ki tum ho hitkari

Binvo nit tum maharani
Kripa karo jag-janani bhawani

Kehi vidhi astuti karoon tihari
Sudhi leejay apradh bisari

Kripa drishti chitvo mum ori
Jag janani vinti sun mori


----------

Gyan budhi sab sukh kee data
Sankat haro hamari mata

Ksheer sindhu jab Vishnu mathayo
Chaudah ratna sindhu may payo

Chaudah rattan me tum sukh rasi
Seva kiyo prabhu ban dasi

Jo jo janam prabhu jahan leenha
Roop badal tahan seva keena


----------

Svayam Vishnu jab nar tanu dhara
Leenyo avadhpuri avatara

Tab tum prakat janakpur manhee
Seva kiyo hriday pulkahi

Apnayo tohi antaryami
Vishwa vidhit tribhuvan ke swami

Tum sam prabal shakti nahin aani
Kahnlau mahima kaho bakhani


----------

Man kram vachan karay sevakayee
Man ichhit vanchit phal payee

Taji chal kapat aur chaturayee
Pujahee Vividh bhaanti man lai

Aur hal mai kahoum bjhuyayee
Jo yeh path karay mun layee

Ta ko koee kasht na hoyee
Mun icchit vanchhit phal payee


----------

Trahi trahi jai dhukh nivarini
Taapbhav bandhan haranee

Jo yah padhey aur padhavay
Dhyan laga kar suney sunavay

Tako koi rog na satavey
Puttarad dhan sampatti pavey

Puttarheen aru sampatiheena
Andha vadhr koree ati deena


----------

Vippra bolayay key path kara
Shanka dil mein kabhi na lavai

Path karavay din chalisa
Tapar kripa karein gaurisha

Sukh sampati bahut see pavay
Kami nahi kaho kea aaway

Barah maas karai jo puja
Taihi sam dhanya aur nahi duja


----------

Pratidin path karaai man mahi
Un sum koi jag main kahun nahi

Bahu vidhii kya main karoon barayee
Lay pariksha dhyan lagayee

Kari vishvas karaye vrat ma
Hoya siddh upjai ur prema

Jai jai jai lakshmi bhawani
Sab main vyapit ho gunkhani


----------

Tumharo tej prabal jag mahi
Tum sam kohoo dayal kohu nahee

Bhool chook kari kshama hamari
Darshan deejay dasha nihari

Bin darshan vyakul adhikari
Tumhi achchat dukh sahtay bhari

Nahin mohihn gyan buddhi hai man mein
Sab janat ho apney man main


----------

Roop chaturbhuj karkey dharan
Kasht moor ab karhu nivaran

Kehi prakar main karoo barayee
Gyan buddhi mohi nahi adhikaji

Doha---

Trahi trahi dukh hari, haro baygi sab tras
Jayati jayati jay Lakshmi, karo Shatru ka nash
Ramdas dhari dhyan nit, vinay karat kar joor
Matu Lakshmi das pai, karhu daya ki kora 


----------


Jai Ma Lakshmi

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...